अगर आप facebook चलाते है तो इन के बारे मैं जाने
![]() |
अगर आप facebook चलाते है तो इन के बारे मैं जाने |
Post by-:-mahendra raiger
facebook ik social site hai aaj world ke her kone mein facebook ne apna jagah bana li hai ,facebook par aaj croro user hai jo ki facebook par apna account hai,facebook par per second croro user ik time mein inline rehte hai,aaj facebook ke jariye hum hamare kisi bhi dost se attract reh skte hai chahe wo kyo na dusri country bhi kyo na ho,hum usse connect reh skte hai or usse apne dil ki baar kar skte hai ,aaj facebook ke jariye hum world ke kisi bhi kone ko dekh skte hai,so aaj hum facebook ko ik family maan skte hai,facebook ka colour blue kyo hai?
Dosto jab hum ya mahara dost Hume video picture etc ,send karta hai aur ye post mahare timeline mein show hoti hai to ise tagging kahte hai ,matlab moi friend Hume special koi post share karta hai,use tagging kahte hai,
Dosto Kai baar kya hota hai ki mahari special posts mahare friend ko show nahi hoti hai kyonki ye tagging iski wajah hai,
tagline ko disable kaise kare:-
aap kuch steps ko follow karke tagline ko disable kar skte hai:
follow these steps:-
1.sabse pehle aapko apni facebook I’d login kare,
2.Facebook I’d open hone ke baad aap privacy and setting par click kare,jo aapko facebook page ke niche last mein show hogi-
Review post on friend tag you in before they appear on your timeline par click kare
5. Click karne ke baad window open hogi jisme aapko ON button par click karna hora
comment and share:-
Dosto agar aapko ye post achi lagi to please comment jarur kare or hamare page and post ko like jarur kare jisse ki aapko hamari new post ke bare mein bhi pata chal jayega,
Thanks dosto,
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai