apni Blog Ko Bing Yahoo Webmaster Tool Me Submit Kaise Kare
Blog Ko Google, Bing, Yahoo Search Engines Se Kaise Submit KarePosted By: mahendra kumar
Mujhe aaj bhi yaad hai ki jab maine apna blog banaya tha to mere pas koi idea nahi tha blog ko google search engine se jodne ka par aaj mere liye ye bahut aasan hai. isiliye mai aapko is post me iske bare me bta raha hu. Google duniya ka sabse no.1 search engine hai.ye hazaro search engines ke brabar hai. agar aapka blog google search engine se connect ho gaya to samajho aapne kila fatah kar liya. ok chinta mat karo mai aapko is post me isi ke bare me bataunga.
submit your blog to google, bing, yahoo
Blog Ko Google, Bing, Yahoo Se Kyu Submit Kare?
1. Website ya Blog par visitors lane ke liye.
2. Apne blog ki Traffic badhane ke liye.
3. jyadas paise kamane ke liye.
aapke blog ka traffic jitna jyada hoga utne jyada visitors aayenge aapke blog par or jab wo aapke blog ke ads par click karenge to aapki income badhegi. isliye blog ko search engine se jodna bahut hi jaruri hai. Sabse jyada popular search engine Google, Bing or Yaahoo hai. ye humari websites (blog) ko visitors tak pahuchane ka kam karte hai. ye bat sab jante hai ki blog ke liye visitors kitne jaruri hai or iska sabse aasan tarika hai google search engine me blog ka show hona kyuki jab koi visitor apna sawal google me likhta hai or agr aapke blog me uske sawal se sambandhit post hai to use aapka blog dikhayi dekha.
Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
Aapka Blog Google Search Engine Se Connect Hai ya Nahi Kaise Check Kare?Bas Google Search box me apne blog ka address type kare. agar google ko aapke blog ka pata hoga to aapke blog ko aapke samne show karega. agar aapka blog no.1 result par nahi hai to aapko aana blog google search engine se connect karna padega.
search result
Meri Website (Blog) Googhle Search Engine Me Kyo Nahi Mil Rahi Hai?
Google search engine ko aapka blog dikhane ke liye jarurat hoti hai blog ko search engine se connect karne ki taki google ko aapke blog ke bare me pata chal sake ki aapke blog me kya kya hai.
Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
20 Common Mistakes Jinki Wajah Se Google Adsense Block Hota Hai
Kya Blog ko google search engine se connect karne par koi charge lagta hai
Nahi, blog ko google search engine se connect karne ke liye koi charge nahi lagta, aap apne blog ya website ko free me google search engine se connect kar sakte hai.
Adsense Par Ads Kaise Banate Hai in Hindi
Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps
Blog Ko Google Search Engine Se Kaise Submit Kare?blog ko google search engine se connect karne ke aap in tariko ko follow kar sakte hai.
1, Submit Your Site To Google
2. Submit Your Site To Bing
3. Submit Your Site To Yandex
4. Submit RSS Feed To Google
5. Submit Google Webmaster Tool
6. Submit Site To Bing Webmaster Tool
7. Submit Site To Yaahoo (iski koi jarurat nahi hai kyuki 2015 se Yaahu ki new site Bing hai)
Ab aapko janna chahte hai ki in sab par apne blog ko submit kaise kare to chinta mat kare or dhyan se mujhe follow kare mai sab ka tarika btaunga.
Google par apni site ko kaise submit kare?
sabse pahle aap http://www.google.com/addurl is site par jaye ab aapke samne ek aysi window khulegi
submit blog to google
isme aapko apne blog ka sahi address dalna hai jaise maine dala hua hai.
Captcha code achi taraha dekh kar bhare.
last me Submit batan par click kar de.
ab aapko ek msg dikhayi dega is taraha
Your request has received and will be processed shortly
Blog ko googe search engine se submit karne ki puri jankari ke liye ye post pade Blog Ko Google Search Engine Se Submit Kaise Karte Hai
Bing par apni site ko kaise submit kare?
Sabse pahle www.bing.com par ja kar Sign Up kare. or Bing Submit site par jaye.
Submit site to bing
Ab aap apne blog ka sahi adress dale jaise maine dala hai fir captcha code enter kare or SUBMIT button par click kar de.
ab aap ke samne jo window khile usme apne blog ka sitemap ka url dalna hai kaise meri website ka sitemap url hai www.mypcgoodlife.blogspot.com/sitemap.xml aap bhi isi taraha apne blog ke address ke piche /sitemap.xml laga de.
agr aap apni site ka sitemap banana chahate hai to yaha click kare Apni Website (Blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye?
Ab submit button par click kar de ab aap wapis bing ke home page par pahuch jayenge. ab aapko apna blog bing par verify karna haiBlog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare
Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai
Bing Par Website (Blog) Ko Verify Kaise Kare?
Bing ke home page par jaye or webmaster par click kare.
ab aapke samne is type ki ek window khulegi.
Verify site to blog
yaha par aapke pas 3 options honge apne blog ko verify karne ke liye.
Option1. Place an XML file on your web server
Option 2. Copy and paste a <meta> tag in your default webpage.
Option3. Add CNAME record to DNS
Mere hisab se aap dusra option chune to behtar hai.
ab option2 par click kare or upar photo ke anusdar meta tag k Ctrl+C key button daba kar copy
kare.
Ab apne browser ki new tab khol kar www.blogger.com par ja kar sign in kare
apne blog ke Dashboard me jaye or Template par click kare
fir EDIT HTML par click kare
add code to below head
ab html box me kahi bhi click karke Ctrl+F key button daba kar <head> search kare or Bing se copy kiye gaye meta tags ko yah paste kar de.
Save template par click kar de. Ab wapis Bing Webmaster par apne dashgboard me jaye or VERIFY par click kar de.
Isi taraha aap baki search engines par bhi apne blog ko verify kar ke connect kar sakte hai. agar aapko koi problem hoti hai to niche comment kare.
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai