hello friends aaj main aap ko shrotcut virus remove karna bataunga
i am mahendra kumar
Aaj main apko is Post ke jariye Pendrive se virus ko kaise remove karte hai iske baare mein detail main btaunga Aaj kal Pendrive har kisi ke paas milti hai Pendrive mein ham apna jaroori data Store krke Rakhte hai kai baar hmari Pendrive [ Usb ] Mein Kuch Shortcut File Ban Jaati Hai Jo Delete Krne Ke baad v Wapis Apne Aap aa jati Hai.
Ham apni Pendrive ko kitni v vaar Format krle Je Shortcut file Permanent Delete nahi Ho paati Is Virus Ko Delete krna Bahut Assan Hai. Chaliye Jaante Hai Shortcut Virus Ko Pendrive Se kaise Remove Kare
Pendrive Se Shorcut Virus Kaise Remove Kare
Aap Pendrive ke Shortcut Virus Ko CMD KI Maddad Se Delete Kar skte Hai.
CMD Ka Matlab Hai ( Command Prompt ) Is Method Se Aap Shortcut Virus Ko Permanent Remove Kar Sakte Hai.
1. Sabse Pehle Aapko Window Key + R Dono Ko Ek Saath Press Karna hai. Press krne ke baad apke samne ek Box khulega Usme Apko CMD Type Krna Hoga. Fir Enter Key Ko Press Krna Padhega. Jab Apke Samne Cmd Open Ho jayega Toh Yeh Neeche Diye Screenshot jaisa lagega.
1. Sabse Pehle Aapko Window Key + R Dono Ko Ek Saath Press Karna hai. Press krne ke baad apke samne ek Box khulega Usme Apko CMD Type Krna Hoga. Fir Enter Key Ko Press Krna Padhega. Jab Apke Samne Cmd Open Ho jayega Toh Yeh Neeche Diye Screenshot jaisa lagega.
2. Ab apko Pendrive Ke Name ke aage likhe huye Letter ko Cmd mein Type krna hai.
Jaise meri Pendrive Ke Name Ke Aage D Letter Hai. Toh Main Aise Type Kruga.
Example :
D:
3.Ab Aap Ki Pendrive Select Ho chuki Hai. Bas Apko Yeh Command Deni Hogi.
D:\> Ke Aage Neeche Likhe Code ko Type Kare
attrib d:*.* /d /s -h -r -s
Note. Blue ki Gayi ( d ) ki Jagah Apni Pendrive Ka Letter Likhe Is Screenshot Ki Trah
Yeh Likhne Ke Baad Aapko Enter Key Ko Press Krna Hai. Fir Uske Baad Apki Pendrive Ke Shortcut Virus Ko Remove karne Ka Process Shuru Ho Jayega. Thoda Samay Wait kare Process Khatam Hone Ke Baad Apke Pendrive Se Shortcut Virus Permaent Remove Ho jayega
Apko Hmari Yeh Post Kaisi Laggi Comment Karke Jarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai.
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai