pc tricks and tips in hindi

कम्प्युटर ट्रिक्स ,विंडोज, हैकिंंग , wordpress, ब्लॉगर, free wap भी बहुत सारी जानकारिया इन हिन्दीdevelopmaint course in हिन्दी java,java script,html,jqury, php , full course in हिन्दी android tricks,

17 Dec 2017

White hat hacker vs Black hat hacker hindi me

White hat hacker vs Black hat hacker


White hat hacker-
hacker
Dosto white hat hacker matlab ethical hacker hota hai. Ye acche hacker hote hai. Ise penetration tester bhi kah sakte hai. White hat hacker kisi ka bhi account bina marji ke hack nahi karta bai. Ye hacker jiska bhisystem/account hack karte hai unse permission lekar hack karta hai.
Aur ye kisi ko nuksan pahuchane ke liye nahi balki security system ki jankari cheq karne ke liye hack karta hai. Ki ya h Kitna safe hai aur is system ko hack kiya ja sakta hai ya nahi.
Black hat hacker ya cracker-
hacker
dosto ap iske bare me jante honge ki black hat hacker kon hote hai. Ye bure hacker hote hai jo ki bina permission kisi ka bhi account hack kar lete hai. Aur badle me unse paise mangte hai. Ya logo ke computer mobile me virus, worm & Trojan attack bhi kar dete hai. Inhe cracker bhi kahte hai qki ye koi bhi system ko carck karte dete hai ya brack kar dete hai.


No comments:

Post a Comment

Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai