मेमोरी कार्ड (sd) से एंड्राइड मोबाइल की ram कैसे बढाये
post by :-mahendra raiger
Dosto agar aap android mobile ka use karte hai or aapke phone
ki RAM bahut kam hai or is wajah jyada big size wale games or
application aap aapne smartphone mai nahi chala pate hai, Phone me bar bar
hanging problem ka hona. Low RAM ki wajah se phone bahut slow chalta hai to aaj
ki ye post aap ke liye bahut kam ki sabit hogi.
Android mobile me increase ram kaise karte hai SD Card ki
madad se iska trick share kar raha hu. Kam RAM wale Android phone
me SD Card ko RAM bana kar mobile ka RAM ko badaya ja sakta hai or
phone ki performance fast kar sakte hai. Chahe aapka phone old modal hi kiyu na
ho. Agar apke smartphone ki ram 512MB hai to memory card se mobile ram 1gb, 2gb
ya jitna chahe ram ko bada sakte hai.
Android Phone ki RAM badane ki jo jankari me aapko bata raha hu
usme ek apps ROEHSOFT RAM EXPANDER madad se SD Card ko
RAM bana kar phone ke ram ko increase karte hai. Yah Apps SD Card ko 2
bhag me bant kar ek bhag ko Android Mobile Phone me RAM bana deta hai. RAM
badane ke liye phone ke SD Card me kam se kam 2gb ka Free space hona
chiye. Agar aapke Phone ke SD Card me 2gb free space hai to SD Card ko
kaise RAM bana kar use kar sakte hai.
Android mobile ka RAM badane ke liye
hamare pass 3 chije ka hona jaruri hai.
1. Root kiya huwa Android Mobile Phone.
2. Roehsoft RAM Expander Apps.
3. Kam se kam 4GB ka SD Card(Memory Card)
to start karte hai step by step aap mujhe follow kar
agar aap ko root karna nhi aata hai to aap is link par jaker is post ko phad sakte ho .
Step 1. Sabse pahle apne Rooted Android Mobile me Roehsoft RAM
Expander Apps Download kar ke install kare or phone ko restart kare.
Step 2. Phone Restart karne ke bad phone me Roehsoft RAM
Expander App ko open kare. Or isme sabse upar ki green colur ki line SwpFile
usme jo Dot hai usko right side ki taraf khiche(drag) kare. Aapko jitni MB
ya GB RAM karne hai is line ke Dot ko utna khiche(drag) kare.
Step 3. Ab
niche dusri green line Swappiness hai is par bhi ek Dot hai
is Dot ko pura Right Side me khiche(darge) kare. Or upar ki
taraf Swap Active ka button hai is par click kare.
Step 4. Jaise hi aap Swap Active button par click karenge Swap
File create hona suru ho jayega or Swap File create hone tak
ka wait kare.
Ab SD
Card Android Mobile ka RAM ban chuka hai Or aapke Android
mobile ka RAM increase ho gayi hai. Yah badi hui RAM aapke phone ki setting
me show nahi hoga kiyu ki is trick seAndroid Phone ki vertual RAM badti
hai. Phone ki setting me ye RAM kabhi show nahi hoga par aapke phone ki speed
fast jarur ho jayegi.
Your blog is awesome and information too. Windows 10 ka activation code mil sakta hai kya?
ReplyDeleteThanks Team secure2pc
http://www.secure2pc.com/laptop-repair-services/dhanori-pune.html
hi ganesh you want windows 10 activation key download kms activator for windows 10
Delete