pc tricks and tips in hindi

कम्प्युटर ट्रिक्स ,विंडोज, हैकिंंग , wordpress, ब्लॉगर, free wap भी बहुत सारी जानकारिया इन हिन्दीdevelopmaint course in हिन्दी java,java script,html,jqury, php , full course in हिन्दी android tricks,

19 Feb 2018

इंगलिश सीखने के लिए 5 एंड्राइड apps हिन्दी मैं जानकारी

 इंगलिश सीखने  के  लिए  5 एंड्राइड  Apps  हिन्दी  मैं  जानकारी 

 

 
इंगलिश सीखने  के  लिए  5 एंड्राइड  apps  हिन्दी  मैं  जानकारी
इंगलिश सीखने  के  लिए  5 एंड्राइड  apps  हिन्दी  मैं  जानकारी

 

 post by:-mahendra  raiger

दोस्तों  क्या  भी  अंग्रेगी  भाषा  को  सीखने  मैं  कठिनाई  आती  है |  तो  मैं  आप  के  लिए  5  एंड्राइड  apps  लाया  हु  जिससे  आप  को  अंग्रेगी  बोलना  व  लिखना  आ  जाये गा  इस  के  लिए  इस  post  को  पूरा  पड़े .


Top 5 Android Apps To Learn English Easily

 
  • Yaha diye hue sabhi apps qualityful apps hai jinhe public ne play store par 4 se 5 ke bich me high rating diya hai. 
NOTE : Yaha diye hue sare apps ko aap Google Play Store se download kar sakte hai.Google play store par jane ke liye yaha click kare : 
 
 

No.1 App : Learn English From Hindi

English Sikhne Ke Liye Top 5 Android Apps (Software) : Jaldi English Sikhne Ka Aasaan Tarika
  • Hindi me english sikhne ke liye yeh sab se best app hai.Yeh app bahut hi mazedar or interesting app hai.Is app se aap game khelte khelte hi english sikh jayege.Saath me is app me ek english teacher hota hai jo hamare saath daily englsih me baat karta hai or hamari english ko improve karta hai.Is app ko lakho logo ne use kiya hai or sabhi ke taraf se app ko ache reviews mile hai.Aap english experts ke saath free me chat kar ke apne doubts bhi clear kar sakte hai.Is app me english sikhne ke liye sab kuch moujud hai.Jaise ki Grammer,Vocabulary.Greetings,Nouns etc.

No.2 App : Speak English In 30 Days

English Sikhne Ke Liye Top 5 Android Apps (Software) : Jaldi English Sikhne Ka Aasaan Tarika
  • Yeh bahot hi chota (size : 2.5 MB only) or best app hai jo 30 din me english sikhane ki guarantee deta hai.Is app me neccessary dvara bataya gaya hai aap kuch hi din me fluently english kaise bol sakte hai.Is app me 30 day ke program se aap jaldi english sikh sakte hai.

No.3 App : Learn English With Hindi

English Sikhne Ke Liye Top 5 Android Apps (Software) : Jaldi English Sikhne Ka Aasaan Tarika

  • Is English course app me english sikhne ke liye 7 part hai.Jisme Tips,Tense,Test,Grammer,Vocabulary,Conversations,Writing skill hai.Logo ne ise 4.4 ka best rating diya hai or yeh app perfect or verified app hai.

No.4 App : English Speaking Course In Hindi

 
  • Is app me aise sentences ki list di hai jise aapko english samjhne me aasani hogi.Or is tarah aap english ko jaldi sikh sakte hai.Grammer sikhne ke liye complete jankari di gayi hai or is app ko english teachers ne design kiya hai.Is app me english words ke saath unka meaning bhi bataya hai. 

No.5 App : Hello English Learn English

English Sikhne Ke Liye Top 5 Android Apps (Software) : Jaldi English Sikhne Ka Aasaan Tarika
  • Is app ko world ki best app making company Top Developers ne banaya hai jo ki ek international app hai.Hello english me aap 20 tarah ki language se english sikh sakte hai.Is app ko 15 milione logo ne use kiya hai or rating 4.5 hai matlab aap andaza laga sakte hai ki app kitni badhiya hai.Yeh ek perfect & Proffesional app hai jisme 400 english lesson,English learning games,Chatting with teacher,Daily news,dictionary jaise feautures available hai.
In Apps ko download kar ke aap daily mehnat kar ke free me aasani se english sikh sakte hai.Na aapko koi classess join karne ki jarurat padegi,na kisi teacher ko paise deke rakhne ki jarurat padgei.Aap apne dam par jitna chaho utna free me english sikh sakte hai voh bhi kisi pe depended hue bina.Kabhi aise apps try kar ke dekho Sach me android mobile ke bahot fayde hai.Post pasand aaya ho toh social sites pe share jarur kare.

No comments:

Post a Comment

Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai