Blog and wordprss ke liye privacy policy page kaise banaye
post by:-mahendra kumar
hello friend pc hindi tricks main aap ka suagat hai to aaj ham bat karenge ki apne blog ya website ke liye privacy policy page kaise create karte hai agar aapne blog ya website ke liye privacy policy page nhi banaye hai . to blog banane ke bad bana lena chahiye . kyunki koi bhi site policy ke bina adhura hai. aaj is post me bataungi blog ke liye policy page kaise banaye.
site banane ke baad kuchh jaruri page banani padti hai . jaise about us, comment policy, Disclaimer page ki trah bana sakte hai. kyunki koi bhi new vijiter aapke blog par vijit karne ke baad pages ko read karna psand karta hai. aaiye details me jante hai.
privacy policy page kaise banaye
step 1
privacy policy page banane ke liye ek site par jana padega. isake liye privacypolicyonline link par jaiye. Ab aapke samne ek form khulega. is form me kuchh setting set karni hai.
1. YOUR SITE TITLE – yahan par blog ka nam likhiye.
2. YOUR SITE URL – Is box me blog ka url type kijiye.
3. EMAIL ADDRESS – yahan par email type kijiye.
4. Agar aap kisi advertiser ka ads lagana chahte hai. to us site par tik kijiye . adhiktar log adsense yuj karte hai. isiliye google adsense batai hun.
5. GANERATE HTML – Ab yahan par click kijiye.
step 2
yahan par HTML ka page khulenge. is page par html code hoga. is code ko copy karke website ke new page ke content box me past karna hai.
Blogger par privacy policy page create kaise kare
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai