pc tricks and tips in hindi

कम्प्युटर ट्रिक्स ,विंडोज, हैकिंंग , wordpress, ब्लॉगर, free wap भी बहुत सारी जानकारिया इन हिन्दीdevelopmaint course in हिन्दी java,java script,html,jqury, php , full course in हिन्दी android tricks,

29 Jul 2017

facebook पर facebook page केसे बनाते है

facebook पर facebook page केसे बनाते  है
Image result for facebook page
Step 1:-  Sabse pahle www.facebook.com par jaye or apne account se sign in kare. Right side me top corner me arrow par cdlick kare.Ek drop down menu open hogi waha par create page par click kare.

Step 2 :- Create page par click karne ke baad next window open hogi waha par apne  page ki category chune. Or apne facebook page ka name likhe.

Note:- Category choose karte waqt dhyaan se dekh le ki aa kis topic par apna page bna rahe hai.
Step 3 :- Next window me apko apne page ka set-up karne ka option milega. waha 4 options hote hai.
1) About :- Yaha apne apne facebook page ki description likhe.
2) Profile Picture :- Ek achi si profile picture upload kare.
3) Add to Favorites :- Page ko Apne favorites me add karna hota hai. Yeh apki choice hai aap add to favorites kare ya na kare.
4) Preferred Page Audience :- Isme apne page ke liye sepecific cetagory ke fb users ka choose karna hota hai. Yeh koi jyada important nahi hai. mere hisaab se ise skip karna theek hota hai.
Yeh sab setting karne ke baad save button par click kare.
Ab apka facebook page ban chuka hai. Ab ap apne page ke timeline par image lagaa sakte hai or apne facebook friends ko apna page like karne ke liye invite kar sakte hai.


No comments:

Post a Comment

Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai