Youtube Video Downlaod Kaise Kare Bina Application Ke
Step 1 : Youtube pe Apne manchahe video ko Khole jise aap download karna chahte ho.
Step 2 : Ab niche ki image me dekhiye.Video ki jo link hai - https://www.youtube.com/watch? v=WkiRLpD0xSo.
Isme jo shuru me https://www. hai Usko clear (delete) karde aur uski jagah ss likhe.
For Example - ssyoutube.com/watch?v=WkiRLpD0xSo
Ab ss likhne ke baad Enter button dabaye.
tep 3 : Aisa
karne se ek naya page khulega.Usme video ko download karne ke liye option hoge Aur aap koi bhi quality me video ko select karke use download kar sakte hai.Video ka format select karne par video download hona start ho jayega.
- Youtube ke jaise bahot si site pe video download karne ka option available nai hai.Aap vesi sites se bhi video download kar sakte hai.bas aapko upar batayi trick ka use karna hoga. Niche image me aesi sites ki list hai.
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai