pc tricks and tips in hindi

कम्प्युटर ट्रिक्स ,विंडोज, हैकिंंग , wordpress, ब्लॉगर, free wap भी बहुत सारी जानकारिया इन हिन्दीdevelopmaint course in हिन्दी java,java script,html,jqury, php , full course in हिन्दी android tricks,

24 Mar 2017

how to update your android mobile in hindi tricks






Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow 6.0.1 Update Kare



step=1
Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare, Android SO Ek Mobile Ke Liye Badiya Operating System Hai, Internet-Related Sab Se Best Koi System Hai To Woh Android Hai, Google Play Store Me Android Related But Sari Application Hai Jo Regular Update Hote Rehte Hai, Har Android Mobile Ki App Google Play Store Se app Use Kar Sakte Hai,

Mobile Me Android App install Karne Ke Liye SO Bhi Naya Hona Chahiye, Is Liye Aap Ko Apne Mobile Ko Regular Update Karte Rehna Chahiye,
Android SO Update Karne Ke Liye Kya Kya Jaruri Hai ?

Aap Ka Mobile Company Ka Hona Chahiye
Mobile Me Wifi Ya 3G Internet Hona Jaruri Hai, Kyu Ki Update Package 400-1024 Tak Hota Hai
Mobile Phone Ka Internal Storage 1 GB Se Jyada Hona Chahiye
Android OS Update Unhi Mobile Phone Me Hota Hai Jis Par Company Ne Update Provide Ki Hai
Mobile Phone Update Karte Samay Battery 30% Se Jyada Honi Chahiye
Mobile Phone Me Android Version Update Kaise Kare

 Mobile Phone Ke Setting Par Jakar About Par Click Karke Open Kare
Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare



Step 2 =
  Software Update Par Click Kare Uske Baad Cheak For Update Par Click Kare Uske Baad AAP Pata Chal Jayenga Ki Mobile Update Ho Sakta Hai ya Nahi, Update Karne Ke Liye Download And Insttal Par Click Kare,
Jab Mobile Phone Me Software Update Ho Jayenge Ko Automatic Mobile Restore Ho Jayenge Aur SO Version Bhi Update Ho Jayenga

No comments:

Post a Comment

Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai