pc tricks in hindi me Aapka Swaghat hai # Kya Aap Jan na Chahate ho ki Hum Aapne Computer me Android OS kaise Install kar sakte hai to Aaj ka Pura Post Dhayn Se Padhe ! Kyu ki Hum Nahi Chahate hai ki _ Koe Bhi Step Aap Miss Kare Aur Aapka Kam Aadhura (अधूरा ) Rahe to chalo Shurwath karte hai [ Pc me Android kaise Install kare ]
Computer me Android Os Dalne ke liye Jaroori chieze jo Aapke Pass Hona Chahiye
1) Sabse Pehla Niche Diye Huye Link Se “Live Android OS” Aur “Virtual Box” Download karo
( Android iOS Download hone ke badh Use Aapne Computer me Save kar ke rakho ! Kyu ki Aage jakar USe hume virtual box me Run karna hai )
2) Virtual Box Download hone ke Badh Use Simply Aapne Computer me Next-Next kar ke Install kar do !
Dosto Hum Virtual box ke help se Computer me Android install karne wale hai Eske ke liye hume Virtual Box me Thodi Setting karni padegi
3) Abb Virtual box ko open karo Aur New Button par click kar do! New par click karte hi Aapke Samane Ek Pop-Up box Aayega USme Aapko Basic Info deni hai jaise ki
- Name – Yaha [Android4.4] Likho
- Type – Type me [Other] Select karo
- Version – Version me other/Unknown Select karo
5) Next karte hi tumhare samne Kuch basic Setting Aayengi simply Aapko Computer ke According Info Fill kar ke Aur Finish kar do
6) Humara Adha Kam Ho chuka hai ! Abb Aapke Samne Ess Tarah ki screenShow hongi ! Jis me Android 4.4 Nam ka Icon Hoga .
7) Usee Box par double click karo ya Upper se Start Arrow par Click kar do . Aapke Samane Black Window Open hogi -Jis me Hume [Android iOS ] Upload karna hai * to Browse Button par Click karo Aur Android OS ko Upload kar ke Start button par click kar do[ Start button par Click karte hi tumhare Samane Blue Color ka Window Open Hoga jis me Live CD par Click karo ]
8) Jaise hi { Aap Live Cd }Par click karte ho vaise hi Tumhare Computer me Android KitKat Open ho jayega bass Aap jaise new Android me Setting Configure karte ho vaise hi Esme bhi karo fir Aap -Aapne pc me Android mobile ka Maza Le sakte ho
Dosto Virtual Box ke Help se Computer me Keval Android hi nahi to
- XP
- window 7/8/10
- Linux /Ubuntu
- Server 8/12 ….Bhi Install kar sakte hai
Aapko Humara Post kaise Laga Ye hume Jaroor bataye -Aur Share Karna na bhoole
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai