- Internet kya hai – Net ki Puri jankari hindi me
- Wireless LAN Network kya hai – janiye Wifi ki puri jankari hindi me
1) Dosto Manalo Ki Tumne Whatsapp se koe Message Delete kar diya hai # Ya Chart ko Clear kar diya hai
to Tumhe Simply Google play Store me Jakar [Es File Explorer ] App Download karna hai ! Aur use Aapne Mobile me Install karna hai !
2) Now Launch [Es File Explorer] and Go to Whatsapp >database
in Hindi -Abb [Es File Explorer] ko Open karo # Jaise Hi App Explorer ko Open Karo ge Vaise hi Tumhare Samne Mobile ke Sare Files Dikhenge ! vaha Se Tumhe Whatsapp Folder Par Click kar ke > Database Folder me Jana hai
Dosto Database kya hai ? to Whatsapp Tumhara 7 Din ka Data# Aapne Data Base me Save Karke Rakhta hai ! to Hume Jo Data Need ( चाहिये )Use Hum Vaha se Recover Kar sakte hai !
3) Jaise Hi Aap Database Folder Open karoge Vaise tumhare Samne
{.db.Crypt) nam Ke File Show Honge ! Ye Tumhare Msg ka date wise Backup hai jo ! Whatsapp ne Aapne Data-base me Save kar ke Rakhe hai
Aapko first Simply (msgstore.db.Crypt8) File Ko Find (ढूंढना ) hai ! Aur use renamekarna hai jaise ki
- (Backup-msgstore.db.Crypt) Aur Use OK Kar dena hai !
4) Abb Aap ka Adha Kam Ho Chuka Hai _ Abb Simply Jis Data (तारीख ) Ka MSG TumheRecover karna hai Use File ko Select karo Aur Use Rename karo jaise ki
- msgstore.db.crypt ( Yane Aapko File ko Rename karte Wact Date Ko hatana hai !)
5) Abb Mobile me Setting >Apps > All > Whats-app > Clear Data < kar do
6) Clear Data Hone ke badh # Whatsapp ko Fir se Open karo Aur Aapna Mobilenumber Enter kar ke Next karo _ Aage jakar Tumhe Restore ka Option Aayega # vaha se MSG Restore kar do
- Messages Restore Hone ke liye 5 se 10 min Lag sakte hai
jaise Data Restore hota hai # vaise hi tumhare sare Delete Messages Bhi Recover Ho jayenge !
No comments:
Post a Comment
Aap Hame Comment Kar Sakte Hai Aap Ka Hamari Blog Main Suwagat Hai